Those special feelings on the roads where is her house.
##UNKI GALIYAAN UNKI YAADEIN##
Unki galiyon me aana jaana hamara tha ....
Unhi k saath muskurana hamara tha ....
Unke khayalon me hum tb bhi rahte the ..or aaj bhi rhte hai ....kyonki vo thikana hamara tha ....
Unke saath bitaaye sbhi plo se ye aayshiyaana hamara tha ....
Unke khaawabon me bhi aana jaana hamara tha ....
Unki hsi Se hi....unki hsi se hi.. muskurana hamra tha ....unki adaaon pr hi ye dil deewana hamara tha....
Unki galiyoon se hi dostana hamra tha....

Comments